Safety signs( सुरक्षा चिन्ह)
Kaam sikhte wqt workers ko workshop me safety se kiye jane wale kamo or rules ko jaanlena chahiye. Machines ya workshop jesi jgaho ki diwaro per kayee tarh ke Signs lge ya likhe hote hai. Jinhe hum safety Signs bhi khte hai.
Safety sings four type ke hote hai.
1. Prohibitive Signs (निषेधात्मक चिन्ह)
2. Mandatory Signs (अनिवार्य चिन्ह)
3. Warning Signs (चेतावनी चिन्ह)
4. Informational Signs (सूचनात्मक चिन्ह)
• Prohibitive Signs
En sign se kuch kaamo ya activists ko kerne ke liye mana kiya jata hai. Gool shape me ye sing red colour ke border or kross baare or white background per black pictures se bni hoti hai.
Example;
daudne ke liye mna kerna,smoke kerne ke liye mna kerna,naked flames jlane se mna kerna, etc.
![]() |
Prohibitive Signs |
Es gign se workers ko safety ki baate btai jaati hai or workers en signs ko dekh ker smjh lete hai. Ye signs blue colour background or white colour ke pictures per hote hai.
Example;
Helmet, glass, boots, gulps, mask etc.
![]() |
Mandatory Signs |
Ye signs triangle sheps ke hote hai or yellow bord per black colour ki pictures bni hoti hai. kuchh.
Example;
Risk of fire, rick of electric shock,toxic hazard etc.
![]() |
Warning Signs |
• Information signs
In signs se alag alag tarah ki safety se related information di jaati hai.Ye Signs hospitals,medical ya Working places jesi areas per hote hai.Yea signs square shape ke hote hai. Jo green colour ke board per white colour ke picture aur white colour ke board per red colour ki picture se bane hote hai.
Comments
Post a Comment